Roman script

sun o ghanchakkar babu tere chakkar hai bekabu 

hua bheja tal ke sabudana re

karta apne mann ki bhukh badi hai dhan ki 

sabne tujhko sanki mana re

o lutiya khatiya o lambi continuos thukam patti

oye ghanchakkar sunle chalke swetar bun le

shakkar badle gud le jana re

sarkito ki matki chhat pe ulti latki 

taal pe maare chutki shana re 

lafda jhagda sumdi continuos jholam patti

hey waah re waah waah re waah

tujhme bhar ke ye shaitani buddhi

tauba kahke shaitano ne bhi karva li nasbandi

tujhko kya pakdega aliya taaro ka koi thane ka 

tune kar di hai fbi ki bhi mittargandhi

bank ho ya ho loker baap ka tere naukar

khada hai khula hokar aana re

mantar tere hatke sur se thoda bhatke

aaya hai jo rat ke gaana re 

o tabla tunga o tungi continuos thukam patti

ye shana hai shana hai 

udti chidiyo ke par gin leta hai

a aa i ee ke badle isne sikha alfa thita

sabke collar pe bhaiya iljamo ka kichad uchhla

iske muh pe na aaya galti se bhi single chhita 

baat hai ye andar ki sajish ke daftar ki 

daal hai murgi ghar ki khana re 

lakh judai fadki chahat utni bhadki 

dur bhagaye tharki aana re

o chhamiya amiya o guthli continuos jholam patti

Explore this song