Roman script

sun o ghanchakkar babu tere chakkar hai bekabu 
hua bheja tal ke sabudana re
karta apne man ki bhukh badi hai dhan ki 
sabne tujhko sanki mana re
o lutiya khatiya o lambi continuos thukam patti
oye ghanchakkar sunle chalke swetar bun le
shakkar badle gud le jana re
sarkito ki matki chhat pe ulti latki 
taal pe maare chutki saala re 
lafda jhagda sumdi continuos jholam patti
hey waah re waah waah re waah
tujhme bhar ke ye shaitani buddhi
tauba kahke shaitano ne bhi karva li nasbandi
tujhko kya pakdega aliya taaro ka koi thane ka 
tune kar di hai fbi ki bhi mittargandhi
bank ho ya ho loker baap ka tere naukar
khada hai khula hokar aana re
mantar tere hatke sur se thoda bhatke
aaya hai jo rat ke gaanaa re 
o tabla tunga o tungi continuos thukam patti
ye shana hai shana hai 
udti chidiyo ke par gin leta hai
a aa i ee ke badle isne sikha alfa thita
sabke kolar pe bhaiya iljamo ka kichad uchhla
iske muh pe na aaya galti se bhi single chhita 
baat hai ye andar ki sajish ke daftar ki 
daal hai murgi ghar ki khana re 
lakh judai fadki chahat utni bhadki 
dur bhagaye tharki aana re
o chhamiya amiya o guthli continuos jholam patti

Song details

Song video

Watch on YouTube