Roman script

are gum nahi kar muskura jine ka le le maja

nadan ye jindagi hai khubsurat bala

gum nahi kar muskura jine ka le le maja

nadan ye jindagi hai khubsurat bala

gum nahi kar muskura

rut ye jawan chaya sama kitna hasin hai ye jahan

rut ye jawan chaya sama kitna hasin hai ye jahan

thandi fiza bhigi hawa phir aag si dil me laga

thandi fiza bhigi hawa phir aag si dil me laga

kab se jale dil ye mera gum nahi kar muskura

jine ka le le maja nadan ye jindagi hai khubsurat bala

gum nahi kar muskura

sab bhul ja aa pyar me hai jeet bhi is haar me

sab bhul ja aa pyar me hai jeet bhi is haar me

har dil yaha majbur hai ye pyar ka dastur hai

har dil yaha majbur hai ye pyar ka dastur hai

milta hai kya gum ke siva gum nahi kar muskura

jine ka le le maja nadan ye jindagi hai khubsurat bala

gum nahi kar muskura jine ka le le maja

nadan ye jindagi hai khubsurat bala

gum nahi kar muskura

Explore this song