Roman script

gham ki rut lekar aayi

gham ki rut lekar aayi

tanhayi si tanhayi

gham ki rut lekar aayi

tanhayi si tanhayi

ek tamanna ki thi kabhi

ek tamanna ki thi kabhi

ek tamanna ki thi kabhi

sari umar saza paayi

sari umar saza paayi

gham ki rut lekar aayi

tanhayi si tanhayi

aaj bhi wo maayus nahin

aaj bhi wo maayus nahin

aaj bhi wo maayus nahin

dil kaisa hai saudaayi

dil kaisa hai saudaayi

gham ki rut lekar aayi

tanhayi si tanhayi

jaane barsegi ki nahin

jaane barsegi ki nahin

jaane barsegi ki nahin

ek ghata to hai chhaayi

ek ghata to hai chhaayi

gham ki rut lekar aayi

tanhayi si tanhayi

Explore this song