Roman script

gham ki badli me chamakta ek sitara hai

aaj apna ho na ho par kal humara hai

gham ki badli me chamakta ek sitara hai

aaj apna ho na ho par kal humara hai

aaj apna ho na ho par kal humara hai

humko gairo ka nahi apna sahara hai

aaj apna ho na ho par kal humara hai

gardhisho se haarkar o baithne wale

gardhisho se haarkar o baithne wale

tujhko khabar kya apne pairo me bhi hai chhale

tujhko khabar kya apne pairo me bhi hai chhale

par nahi rukte ke manzil ne pukara hai

manzil ne pukara hai

aaj apna ho na ho par kal humara hai

aaj apna ho na ho par kal humara hai

le kadam aise jo sagar pass dekhe hai

le kadam aise jo sagar pass dekhe hai

ye wo irade hai jo parwat kaat dete hai

ye wo irade hai jo parwat kaat dete hai

karz in hatho ne dharti par utara hai

aaj apna ho na ho par kal humara hai

sach ka geet gaata hai dil kab tak andhera hai

raat ke us paar le chal phir savera hai

har samander ka kahin par to kinara hai

aaj apna ho na ho par kal humara hai

kal humara hai, kal humara hai

kal humara hai, kal humara hai

Explore this song