Roman script

gham ka andhera ho ya sukh ka savera ho

na dil dukhana apna

sapne to pure sabhi hone hai kabhi na kabhi

muniya meri hansna, muniya meri hansna

muniya meri hansna

gham ka andhera ho ya sukh ka savera ho

na dil dukhana apna

sapne to pure sabhi hone hai kabhi na kabhi

muniya meri hansna, o muniya meri hansna

muniya meri hansna, o muniya meri hansna

muniya meri hansna

chhuk chhuk apni raah pe gaadi chalti ja rahi 

chalna hi hai zindagi sabko sunati ja rahi

hey chhuk chhuk apni raah pe gaadi chalti ja rahi 

chalna hi hai zindagi sabko sunati ja rahi

lamba safar ho ya gham ki dagar ho

tu nahi darna

sapne to pure sabhi hone hai kabhi na kabhi

muniya meri hansna, o muniya meri hansna

muniya meri hansna, o muniya meri hansna

muniya meri hansna

ujli ujli si subah raat se pahle na ho saki

kitni bhi kaali raat ho din ka wo aana nahi rokti

hey ujli ujli si subah raat se pahle na ho saki

kitni bhi kaali raat ho din ka wo aana nahi rokti

arma jagate huye manzilo pe jate huye

mud ke nahi takna

sapne to pure sabhi hone hai kabhi na kabhi

muniya meri hansna, o muniya meri hansna

muniya meri hansna, o muniya meri hansna

muniya meri hansna

meri khushi tujhko mile aur tera gham main sahu

kaise tu mere bin rahe kaise main tere bin rahu

tu meri muniya hai duniya me bin tere

koi nahi apna

sapne to pure sabhi hone hai kabhi na kabhi

muniya meri hansna, o muniya meri hansna

muniya meri hansna, o muniya meri hansna

muniya meri hansna

Explore this song