Roman script

ghaflat me sone walo rab ne tumhe pukara

uthkar zara to dekho kudrat ka ye nazara

rahmat ka ujala chhaya allah ne ye farmaya

utho ae momino wahe ramjan aaya

utho ae momino wahe ramjan aaya

rahmat ka ujala chhaya allah ne ye farmaya

utho ae momino wahe ramjan aaya

utho ae momino wahe ramjan aaya

khuda momino par fida ho raha hai

magar tu abhi bekhabar so raha hai

khuda momino par fida ho raha hai

magar tu abhi bekhabar so raha hai

ghadi ye mukadas tu kyu kho raha hai

ghadi ye mukadas tu kyu kho raha hai

hai sare namazi jage rahmat bhi khadi hai aage

utho ae momino wahe ramjan aaya

utho ae momino wahe ramjan aaya

rut hai farba roza yaha har basar par

kayamat ke muh apne daman me bhar kar

yahi ne kiya sabko ab to jana hai lekar

ye barkat ki rate ye din hai manuvar

khuda aaj rahmat lutata hai ghar ghar

hua band dekho gunaho ka daftar

bichha di faristo ne rahmat ki chadar

bichha di faristo ne rahmat ki chadar

urhan ke piece ye tare ramjan me rab ne utare

utho ae momino wahe ramjan aaya

utho ae momino wahe ramjan aaya

wahe ramjan aaya wahe ramjan aaya

wahe ramjan aaya wahe ramjan aaya

Explore this song