Roman script

ghadiya gini hai maine tere intzar ki 

kya tumko bhi khabar hai dile bekarar ki 

kya tumko bhi khabar hai dile bekarar ki 

tumko dile bekarar ki 

tumko dile bekarar ki 

o bhigi bhigi raah 

wo dil se nazar ki baat 

jadu sa kar gai hain nigaahein wo pyar ki

jadu sa kar gai hain nigaahein wo pyar ki

ha nigaahein wo pyar ki 

ha nigaahein wo pyar ki 

tujhe to har taraf se gulasa khile huye the

laau kaha se hay wo masti bahaar ki 

laau kanha se hay wo masti bahaar ki 

wo masti bahaar ki 

wo masti bahaar ki 

duniya ki kuch khabar hai na apna hi honi hain 

duniya se hi to hai mere sabro karaar ki 

duniya se hi to hai mere sabro karaar ki 

mere sabro karaar ki 

mere sabro karaar ki

Explore this song