Roman script

ho ghadi ghadi mile ek ladki 

ho pyaari pyaari bholi bhaali ladki 

are ustaad chacha ladki ke chakkar me hain

ha ghadi ghadi mile ek ladki 

ho pyaari pyaari bholi bhaali ladki 

ho puchho na mujhse yaaro kahaa kaise mili wo

na mili koi kabhi mujhe jaise mili wo

hirani si aankho waali ladki 

kaale kaale baalo waali ladaki

ho ghadi ghadi mile ek ladki 

kya main kahu tumse kaisi hai wo 

maadhuri hai kabhi shridevi hai wo

ho ye nahi umr hai jhuk gai kamar hai 

uspe karam kar kuchh to sharm kar 

ho jab bhi main dekhu use, jab bhi main dekhu use 

lage mujhe ghar ki 

ghadi ghadi mile ek ladki 

pyaari pyaari bholi bhaali ladaki

ho ghadi ghadi mile ek ladki 

leke use baaho me jhum lu main 

dil to kare ki use chum lu main 

ye buddha kyaa bol raha hai yaar 

ha ha leke use baaho me jhum lu main 

dil to kare ki use chum lu main 

ho kaam se gaya tu, sathiyaa gaya hai 

ye tune kaha kya, ha kya tujhe pata hai 

wo meri apani hi hai, wo meri apani hi hai 

lete kyu ho firaki 

wo meri apani hi hai, lete kyu ho firaki 

ho ghadi ghadi mile ek ladki 

ho bholi bhaali ladki 

ho ghadi ghadi pyaari pyaari mile ek ladki 

ho bholi bhaali pyaar pyaari ladaki

Explore this song