Roman script

ghadi ghadi dil bhar aaye 

mera jiya o jiya ghabraye

ghadi ghadi dil bhar aaye 

mera jiya o jiya ghabraye

bhaye nain baware more ke to sang lage

bhaye nain baware more ke to sang lage

ye kali kali raato ko bhi to jage jage

ye kali kali raato ko bhi to jage jage

teri yaad suhani aaye balam tadpaye 

mera jiya o jiya ghabraye

ghadi ghadi dil bhar aaye 

mera jiya o jiya ghabraye

tohe nain jharokhe rahe o ek bar aaja

tohe nain jharokhe rahe o ek bar aaja

tohe dhadakan dil ki bana lu o sapno ke raja

tohe dhadakan dil ki bana lu o sapno ke raja

teri yaad suhani aaye balam tadpaye 

mera jiya o jiya ghabraye

ghadi ghadi dil bhar aaye 

mera jiya o jiya ghabraye

tohre kadamo pe dil ho mere ise na thukrana 

tohre kadamo pe dil ho mere ise na thukrana 

bada najuk hai ye sisa na thes lagana 

bada najuk hai ye sisa na thes lagana 

teri yaad suhani aaye balam tadpaye 

mera jiya o jiya ghabraye

ghadi ghadi dil bhar aaye 

mera jiya o jiya ghabraye

Explore this song