Roman script

ghabra ke dar dar ke

dar dar ke mar mar ke

bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

deewaare rasta roke to unse takraana sikho

jinda rehna hai sar uthaake to mar jana sikho

ghabara ke dar dar ke

jindgaani ko samajh le khel tu

muskuraake mushkilo ko jhel tu

saari duniya mein nahi tujh sa koyi

tu anokha hai yaha, anmol tu

ghabara ke dar dar ke

dar dar ke mar mar ke

bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

ghabara ke dar dar ke

dar dar ke mar mar ke

bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

chaahe is duniya mein tu jaaye kahin

haan julm se khaali nahi koyi jami

tu jo chaahe to mita de julm ko

shart ye hai tujhko ho khud par yakin

ghabara ke dar dar ke

dar dar ke mar mar ke

bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

ghabara ke dar dar ke

dar dar ke mar mar ke

bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

deewaare rasta roke to unse takraana sikho

jinda rehna hai sar uthaake to mar jana sikho

ghabara ke dar dar ke

dar dar ke mar mar ke

bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

Explore this song