Roman script

gesuo ki hasin chhao me humnasi 

tu hi bata tere liye kya nahi 

kya nahi 

yeh shama ki  husi chaav humnasi 

tu hi bata tere liye kya nahi 

kya nahi , kya nahi 

isharo me kehti hai agdaiya raat ki

abhi aur behkegi tanhaiya rat ki  

isharo me kehti hai agdaiya raat ki

abhi aur behkegi tanhaiya rat ki  

ja nahi ja nahi 

gesuo ki hasin chhao me humnasi 

tu hi bata tere liye kya nahi 

kya nahi kya nahi 

meri jawani baharo ka agaj hai 

kitna husi meri nagmo ka andaz hai 

meri jawani baharo ka agaj hai 

kitna husi meri nagmo ka andaz hai 

kya nahi kya nahi 

gesuo ki hasin chhao me humnasi 

tu hi bata tere liye kya nahi 

kya nahi kya nahi 

kya nahi 

kya nahi

Explore this song