Roman script

gito ki dunia me sargam hai hum 
phulo me khusbu ke parcham hai hum gao bacho
gito ki dunia me sargam hai hum 
phulo me khusbu ke parcham hai hum fir se gao 
gito ki dunia me sargam hai hum 
phulo me khusbu ke parcham hai hum
chalte hai kadamo me manzil bhare 
muthi me khushiyo ki punji dhare 
chalte hai kadamo me manzil bhare 
muthi me khushiyo ki punji dhare 
tufan bhi aaye kashti hai hum 
taji hawao ke jhokhe hai hum 
gito ki dunia me sargam hai hum 
phulo me khusbu ke parcham hai hum
gito ki dunia me sargam hai hum 
phulo me khusbu ke parcham hai hum
nannhe dilo me umide hazar 
bizo me jaise chhupi ho bahar
nannhe dilo me umide hazar 
bizo me jaise chhupi ho bahar
kismat ki bagiya ke mali hai hum 
kal ke fariste dikhayege hum
gito ki dunia me sargam hai hum 
phulo me khusbu ke parcham hai hum
gito ki dunia me sargam hai hum

Song details

Song video

Watch on YouTube