Roman script

dharam se badh ke karam hai 

krishan ne geeta me hai yahi kaha

dharam se badh ke karam hai 

krishan ne geeta me hai yahi kaha

geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha 

geeta ki saugand geeta ki saugand

geeta ki saugand geeta ki saugand

dharam se badh ke karam hai 

krishan ne geeta me hai yahi kaha

dharam se badh ke karam hai 

krishan ne geeta me hai yahi kaha

dharam se badh ke karam hai 

geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha 

geeta ki saugand geeta ki saugand

geeta ki saugand geeta ki saugand

kisi se na anyay karungi na anyay sahungi

angaaro pe chal ke bhi sachayi ki baat karungi mai

lobh moh aur ahankar se mujhko koi kaam nahi

karam yogini hu aur apne karam pe atal rahungi mai

paap ke toofano se ladana aaj se hai kartavya mera

geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha 

geeta ki saugand geeta ki saugand

geeta ki saugand geeta ki saugand

kah do ye apradh se meri aur se bhi ye tayari hai

aaj dekhana hai ki paap ka palda kitna bhari hai

dharam sahi ek sacha sona lekin karam kasouti hai

dharam yudh to bhut huye ab karam yudh ki baari hai

karam krishan hai karan hai geeta

karam ki hi jai hogi sada

geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha 

geeta ki saugand geeta ki saugand

geeta ki saugand geeta ki saugand

dharam se badh ke karam hai 

krishan ne geeta me hai yahi kaha

dharam se badh ke karam hai 

krishan ne geeta me hai yahi kaha

geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha 

geeta ki saugand geeta ki saugand

geeta ki saugand geeta ki saugand

geeta ki saugand geeta ki saugand

geeta ki saugand geeta ki saugand

Explore this song