Roman script

geet mere hotho ko geet mere hotho ko de gaya koi

geet mere hotho ko de gaya koi pyar ka wada mujhse le gaya koi

geet mere hotho ko de gaya koi geet mere hotho ko de gaya koi

khich gaya wo preet ki rekha in hatho me 

badal gaya takdir meri bato bato me

khich gaya wo preet ki rekha in hatho me 

badal gaya takdir meri bato bato me

jindagi ko pyar ki saugate de gaya koi

geet mere hotho ko de gaya koi geet mere hotho ko de gaya koi

sawan me jhum ke nachu mai aise

rimjhim barse barkha ki ye bunde jaise

sawan me jhum ke nachu mai aise

rimjhim barse barkha ki ye bunde jaise

badlo ki ragini dekha de gaya koi

geet mere hotho ko de gaya koi geet mere hotho ko de gaya koi

ho gayi hai pyar me ankhiya wairagi

baith ke kitni rat mai unke sang me jagi

ho gayi hai pyar me ankhiya wairagi

baith ke kitni rat mai unke sang me jagi

meri aanhko se ninde churake le gaya koi

geet mere hotho ko de gaya koi geet mere hotho ko de gaya koi

pyar ka wada mujhse le gaya koi geet mere hotho ko de gaya koi

geet mere hotho ko de gaya koi

Explore this song