Roman script

gazab you gotta get hoshiyaar

be my yaar, give me pyaar

gazab tu kitta mainu bekaraar

tere sadke main jaana hun baar baar

gazab you gotta get hoshiyaar

be my yaar, give me pyaar

gazab tu kitta mainu bekaraar

tere sadke main jaana hun baar baar

gazab

haan kurta kotedaar pehan ke

aaya dekho chanda

haan reshami rumaal gale

mein baandh ke aaya chanda

maar ke itar chauraahe

par paan chabaaye chanda

mithi mithi batiyon se

haye raam sataaye chanda

ajab aashiqi uf ajab ishq haye

gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye

gazab you gotta get hoshiyaar

be my yaar, give me pyaar

gazab tu kitta mainu bekaraar

tere sadake main jaana hun baar baar

haan tu day aata hai

karke roj naya ek fashion

chutkule sunake chaupal pe

maare khub impression

haan tu day aata hai

karke roj naya ek fashion

chutkule sunake chaupal pe

maare khub impression

ishq vishq ki baatein karta

jisse dil ghabraata hai

dekhata hai aur kahin 

kahin aur hi nain ladata hai

ajab aashiqi uf ajab ishq haye

ha gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye

naina jo naino se bheede

to naino se ho gayi anban

jog ki pudiya khol ke paapi

mujhe bana gaya jogan

o naina jo naino se bheede

to naino se ho gayi anban

jog ki pudiya khol ke paapi

mujhe bana gaya jogan

ishq ke taale ki chaabi

lekar pagla itraata hai

majnu ke andaaz liye

gulchharre khub udaata hai

ajab aashiqi uf ajab ishq haye

ha gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye, gazab dha gaye

gazab dha gaye

gazab you gotta get hoshiyaar

be my yaar, give me pyaar

gazab tu kitta mainu bekaraar

tere sadake main jaana hun baar baar

gazab you gotta get hoshiyaar

be my yaar, give me pyaar

gazab tu kitta mainu bekaraar

tere sadake main jaana hun baar baar

Explore this song