Roman script

gazab kiya tere wade pe aitbaar kiya

tamam raat qayamat ka itnzaar kiya

sautan ghar na ja o more saiya

sautan ghar na ja o more saiya

sautan ghar na ja bairan ghar na ja, o more saiya

sautan ghar na ja o more saiya

khabar na thi ke hume ashqbaar kar doge

humari khushiya kisi par nisaar kar doge

tod ke mera pyar ka sapna

tod ke mera pyar ka sapna

na ja padu main tore paiya o more saiya

ha na ja o more saiya

sautan ghar na ja bairan ghar na ja, o more saiya

Explore this song