Roman script

chal pade hain hum aisi raah pe

befikar hue ke ab jana kahan

lapata hue sare raste

dhoondega hume yeh zamana kahan

ye sama hai kaisa, muskurane jaisa

dheemi barishe hain har jagah

ye nasha hai kaisa, doob jane jaisa

jagi khwaishe hain har jagah

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din

gazab ka hai ye din dekho zara

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din

gazab ka hai ye din dekho zara

pani hoon pani main, ha behne do mujhe

jaisa hoon waisa hi rehne do mujhe

duniya ki bandisho se mera nata hai kaha

rukna theharna mujhko aata hai kahan

ye sama hai kaisa, muskurane jaisa

dheemi barishe hain har jagah

ye nasha hai kaisa, doob jane jaisa

jaagi khwaishe hain har jagah

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din

gazab ka hai ye din dekho zara

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din

gazab ka hai ye din dekho zara

neeli hai kyu zameen, neela hai kyu sama

lagta hai ghas par soya aasman

ye mastiyan meri, manmaniyan meri

lo mil gayi mujhe aazadiyan meri

ye sama hai kaisa, muskurane jaisa

dheemi baarishe hain har jagah

ye nasha hai kaisa, doob jane jaisa

jaagi khwaishe hain har jagah

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din

gazab ka hai ye din dekho zara

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din

gazab ka hai ye din dekho zara

chal pade hain hum aisi raah pe

befikar hue ke ab jana kahan

lapata hue sare raste

dhoondega hume yeh zamana kahan

ye sama hai kaisa, muskurane jaisa

dheemi barishe hain har jagah

ye nasha hai kaisa, doob jane jaisa

jaagi khwaishe hain har jagah

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din

gazab ka hai ye din dekho zara

gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din

gazab ka hai ye din dekho zara

Explore this song