Roman script

aaj nahi hai ghar me shakar 

ye bhi hai kismat ka chakkar 

aaj nahi hai ghar me shakar 

ye bhi hai kismat ka chakkar 

khara pani pi kar bhi tu 

khara pani pi kar bhi tu 

mitha sangit sunaye ja 

mitha sangit sunaye ja 

gaye ja tu gaye ja 

gaye ja gaye ja tu gaye ja 

gaye ja gaye ja

bhul bhul me phul khile hai

bhul bhula kar aan mile hai 

bhul bhul me phul khile hai 

bhul bhula kar aan mile hai 

bhul kar fir sambhal

bhul kar fir sambhal 

aur pichhli bhul bhulaye ja 

tu pichhli bhul bhulaye ja 

gaye ja tu gaye ja 

gaye ja gaye ja tu gaye ja 

gaye ja gaye ja

is duniya ko bhed na dena 

man hi ke andar ro lena 

is duniya ko bhed na dena 

man hi ke andar ro lena 

dard bhari is duniya me 

hansta ja aur hansaye ja 

hansta ja aur hansaye ja 

gaye ja tu gaye ja

rag rangile git suhane

rag rangile git suhane 

gaye ja tu gaye ja 

gaye ja gaye ja tu gaye ja 

gaye ja gaye ja

Explore this song