Roman script

jadu hai ya hai sapna kuchh mil gaya hai apna

ehsas yeh naya hai isame bhi ek maja hai

khota hai ya khara hai kuchh bhi nahi chhupa hai

chhaya junun kaisa duniya lage ajuba

gayab hoke sab dikhta hai mai jahan bhi rahu

koyi naa mujhko dekhe mai sabko dekhu

gayab hoke sab dikhta hai mai jahan bhi rahu

koyi naa mujhko dekhe mai sabko dekhu

jadu hai ya sapna kuchh mil gaya hai apna

chhaya junun kaisa duniya lage ajuba

thoda thoda dard bhi sahna hai pada

rutha rutha har koyi apna tha meraa

aaj baho mai aasman bhi hai

ek sathi naa ho toh kuchh bhi nahi

woh bhi mil jaye dil jise chahe

pyar se ho jayegi jindagi hasin

har hal me yeh hoga woh mere pas hoga

chhaya junun kaisa duniya lage ajuba

gayab hoke sab dikhta hai mai jahan bhi rahu

koyi naa mujhko dekhe mai sab ko dekhu

gayab hoke sab dikhta hai mai jahan bhi rahu

koyi naa mujhko dekhe mai sab ko dekhu

darna jhukna naa raha pehle jaise

aage mai hu mere pichhe hai rasta

aaj har baji mere hatho me

mujhpe huwa hai meraa khuda meharban

kuchh bhi kar jau mai jidhar jau

hu bhi nahi bhi hu mai yahan se wahan

khidki ho ya jharoka kisne hawa ko roka

chhaya junun kaisa duniya lage ajuba

gayab hoke sab dikhta hai mai jahan bhi rahu

koyi naa mujhko dekhe mai sabko dekhu

gayab hoke sab dikhta hai mai jahan bhi rahu

koyi naa mujhko dekhe mai sabko dekhu

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song