Roman script

duniya, garibo ki duniya 

badi hai suhaani, badi hai suhaani

garibo ki duniya, duniya

jaha bachpane se hai gaafil jawani

gaafil jawani, badi hai suhaani

zamee apni chhaati pe unko sulaaye

zamee apni chhaati pe unko sulaaye

falak unpe shabnam ke aansu bahaye

falak unpe shabnam ke aansu bahaye

par insa ne insa ki kadar na jaani

kadar na jaani, badi hai suhaani

garibo ki duniya, duniya

chale ja rahe hai kataare bana ke

auro ko denge vo din bhar kama ke

chale ja rahe hai kataare bana ke

auro ko denge vo din bhar kama ke

gujar jaayegi aise jindgaani

aise jindgaani,  badi hai suhaani

garibo ki duniya, duniya

Explore this song