Roman script

garaj baras pyaasi dharti

par phir paani de maula

garaj baras pyaasi dharti

par phir paani de maula

chidiyon ko daane baccho ko

gud-dhaani de maula

garaj baras pyaasi dharti

par phir paani de maula

do aur do ka jod hamesha

chaar kahan hota hain

do aur do ka jod hamesha

chaar kahan hota hain

soch samajh waalon ko

thodi naadaani de maula

chidiyon ko daane baccho ko

gud-dhaani de maula

garaj baras pyaasi dharti

par phir paani de maula

phir roshan kar zeher ka

pyaala chamka nayee saliben

phir roshan kar zeher ka

pyaala chamka nayee saliben

jhuton ki duniya mein

sach ko taabani de maula

chidiyon ko daane baccho ko

gud-dhaani de maula

garaj baras pyaasi dharti

par phir paani de maula

phir murt se bahar

aakar chaaro aur bhikar ja

phir murt se bahar

aakar chaaro aur bhikar ja

phir mandir ko koi meera

deewaani de maula

chidiyon ko daane baccho ko

gud-dhaani de maula

garaj baras pyaasi dharti

par phir paani de maula

tere hote koi kisi ki jaan ka

dushman kyun ho

tere hote koi kisi ki jaan ka

dushman kyun ho

jeene waalon ko marne ki

aasani de maula

chidiyon ko daane baccho ko

gud-dhaani de maula

garaj baras pyaasi dharti

par phir paani de maula

phir paani de maula

phir paani de maula

Explore this song