Roman script

na koi chithi na khabar jab se choda ghar

bhatku tere daras ko thake nain more

gaw gaw ghumi shahar shahar chana

gaw gaw ghumi shahar shahar chana

tere milne ka koi banaa na bahana

bedardi tune haye dard na jana

gaw gaw ghumi shahar shahar chana

gaw gaw ghumi shahar shahar chana

tere milne ka koi banaa na bahana

gaw gaw ghumi shahar shahar chana

nagan banke jhumu galiyo galiyo ghumu

agar pa jau to chumu tere paw ke nishan

prem ki been bajake sapere dil churake

koi jadu sa jagake chup gaya hai kaha

koi na batyae tera pata na thikana

gaw gaw ghumi shahar shahar chana

bedardi tune haye dard na jana

tu jo mil jaye to mera darde dil jaye 

to aa jaye mujhko chain 

aa jaye wo mithi rain aaa jaye

jiske the ye wade tere jhuthe the irade

saiya hum sidhe sadhe koi or na bhaye

kaha se ye sikha tune najre churana

gaw gaw ghumi shahar shahar chana

gaw gaw ghumi shahar shahar chana

tere milne ka koi banaa na bahana

gaw gaw ghumi shahar shahar chana

bedardi tune haye dard na jana

Explore this song