Roman script

kar adabhut sankalp ye man mein 

maa gauri jut gayi jatan mein 

kar adabhut sankalp ye man mein 

maa gauri jut gayi jatan mein

om om om namah shivaay 

om namah shivaay om namah shivaay 

paarvati ne apane tann se mamta bhari sukomal mal se

kan kan apna ansh jutaaya kar kamalon mein use uthaaya

divya kala se rachaa maat ne uthala salona

jiski aabha se roshan tha vishwa ka kona kona

chamtkaar se mamtamayi ne phooki usamein jaan

mand mand muskaate aaye shri ganesh bhagwaan

kar addbhoot sankalp yeh man me 

maa gauri jut gayi jatan me 

kar addbhoot sankalp yeh man me 

maa gauri jut gayi jatan me

om om om namah shivay om namah shivay

om namah shivay om namah shivay

parvati ne apne tann se mamta bhari sukomal mal se

kan kan apna ansh jutaya kar kamalo me use uthaya

divya kala se racha mat ne uthala salona

jiski aabha se roshan tha vishwa kaa kona kona

chamtkar se mamatamayi ne phuki usme jan

mand mand muskate aaye shri ganesh bhagwan

Explore this song