Roman script

ghame aashiqi me hai kya maja

ghame aashiqi me hai kya maja

tumhe kya khabar, tumhe kya pata

ji tumhe kya khabar, tumhe kya pata

ye hai dil ki baate o bewafa 

ye hai dil ki baate o bewafa 

tumhe kya khabar, tumhe kya pata

ji tumhe kya khabar, tumhe kya pata

tumhi socho ke tum kal the kya

aaj kya ho gaye

haye humne sar ko jhukaya

jaha tum khuda ho gaye

nigahe milakar tumhi ye kaho

hume tumse kyu kar shikayat na ho

tumhe kya khabar, tumhe kya pata

ji tumhe kya khabar, tumhe kya pata

ghame aashiqi me hai kya maja

ye hai dil ki baate o bewafa 

tumhe kya khabar, tumhe kya pata

ji tumhe kya khabar, tumhe kya pata

koi matlab tumhe aaj phir khinch laya yaha

haye yaad aate hai warna 

tumhe janeman hum kaha

bura na lage to kahe tumse hum

mohabbat nahi ye khuda ki kasam

tumhe kya khabar, tumhe kya pata

ji tumhe kya khabar, tumhe kya pata

ghame aashiqi me hai kya maja

ye hai dil ki baate o bewafa 

tumhe kya khabar, tumhe kya pata

ji tumhe kya khabar, tumhe kya pata

Explore this song