Roman script

gam ka khazana tera bhi hain mera bhi 

gam ka khazana tera bhi hain mera bhi

ye najrana tera bhi hain mera bhi

apne gam ko geet banakar gaa lena 

apne gam ko geet banakar gaa lena

raag purana tera bhi hain mera bhi 

raag purana tera bhi hain mera bhi 

gam ka khazana tera bhi hain mera bhi

tu mujhko aur main tujhko samjhau kya 

tu mujhko aur main tujhko samjhau kya 

dil deewana tera bhi hain mera bhi

dil deewana tera bhi hain mera bhi

gam ka khazana tera bhi hain mera bhi

shehar mein galiyo galiyo jiska charcha hain

shehar mein galiyo galiyo jiska charcha hain

wo afsana tera bhi hain mera bhi 

mahkhane ki baat na kar waaiz mujhse 

mahkhane ki baat na kar waaiz mujhse

aana jana tera bhi hain mera bhi 

gam ka khazana tera bhi hain mera bhi

ye najrana tera bhi hain mera bhi

gam ka khazana tera bhi hain mera bhi

Explore this song