Roman script

gam-e-hasti se bas begaana hota 

khudaaya kaash main diwana hota 

gam-e-hasti se bas begaana 

chali aati qayaamat anjuman me

chali aati qayaamat anjuman me

gulo ko aag lag jaati chaman me

alag baitha 

alag baitha koi mastaana hota 

khudaaya kaash main diwana hota 

gam-e-hasti se bas begaana 

jo dekha hai suna hai zindagi me

jo dekha hai suna hai zindagi me

wo banke dard rah jaata na ji me

faqat ek kwaab 

faqat ek kwaab ek afsana hota 

khudaaya kaash main diwana hota 

gam-e-hasti se bas begaana 

usi diwaanagi me bekhudi me

usi diwaanagi me bekhudi me

na khulati aankh saari zindagi me

sada gardish me

sada gardish me ik paimaana hota 

khudaaya kaash main diwana hota 

gam-e-hasti se bas begaana hota 

khudaaya kaash main diwana hota

Explore this song