Roman script

gam diye mustaqil, itna naazuk hai dil, ye na jaana

haay haay ye zaalim zamana

de uthe daag lo unse ai mahalo kah sunana

haay haay ye zaalim zamana

dil ke haatho se daaman chhuda kar

gam ki nazaro se nazare bacha kar

il ke haatho se daaman chhuda kar

gam ki nazaro se nazare bacha kar

uthke vo chal diye, kahte hi rah gaye ham fasana

haay haay ye zaalim zamaanaa

koi meri ye rudaad dekhe, ye mohabbat ki bedaad dekhe

koi meri ye rudaad dekhe, ye mohabbat ki bedaad dekhe

phuk raha hai jigar, pad raha hai magar muskurana

haay haay ye zaalim zamaanaa

gam diye mustaqil, itna naazuk hai dil, ye na jaana

haay haay ye zaalim zamana

Explore this song