Roman script

gale se mujhko laga, balma main jalu 

piya pyar ek ras ki, dhar se agni bujha 

gale se mujhko laga baalma main jalu 

piya pyar ke ras ki, dhar se agni bujha 

gale se mujhko laga 

pyasi hain ye banwari jawani 

jwala si jale ang me 

pyasi hain ye banwari jawani 

jwala si jale ang me 

pyasi hain ye banwari jawani 

o raja aaja sang me 

ye rup sulge tere bina 

gale se mujhko laga baalma main jalu 

piya pyar ke ras ki, dhar se agni bujha 

gale se mujhko laga 

aise bhi kya baat hain o sayiya 

milaye nahi nain re 

aise bhi kya baat hain o sayiya 

milaye nahi nain re 

bahe meri tham le baho me 

to aaye mohe chain re 

tarang ban ke ang me sama 

gale se mujhko laga baalma main jalu 

piya pyar ke ras ki, dhar se agni bujha 

gale se mujhko laga 

raja mere jhum ke lahrake 

ghunghat mera khol le 

raja mere jhum ke lahrake 

ghunghat mera khol le 

soche kya tu hay re jiya me 

masti ke rang ghol le 

na aur ab ye aag badha 

gale se mujhko laga balma main jalu 

piya pyar ek ras ki, dhar se agni bujha 

gale se mujhko laga baalma main jalu 

piya pyar ke ras ki, dhar se agni bujha 

gale se mujhko laga

Explore this song