Roman script

ha kiya mehsoos ke woh rago me jo daudta hai

mili jab roshni toh sholo sa khaulta hai woh

ho kitaabo me likha jo humne kab woh padha hai

likhte hain hum falak pe khud hamari daastan

gale laga le, gale laga le 

gale laga, gale laga le zindagi

gale laga le, gale laga le 

gale laga, gale laga le zindagi

dhundli dhundli nigahe, dhundle dhundle hai khwaab

dhundli teri nigah hai, dhundle se din me khwaab hai

khol nigahe, bandhe khwaabo ko udh jaane de

tera hai yeh jahan, tera hai ye jahan

ho ho ho haan 

bandhisho se nikal ke dil ki raaho pe chal ke

mila hai ab pata hume khwaabo ki lakeero ka

gale laga le, gale laga le 

gale laga, gale laga le zindagi

gale laga le, gale laga le 

gale laga, gale laga le zindagi

Explore this song