Roman script

gairon ke sang jane wale 
gairon ke sang jane wale 
sapno me kyo aate ho 
sapno me kyo aate ho 
gairon ke sang jane wale
naino ka jaadu kaisa dala 
naino ka jaadu kaisa dala 
apna kar dala matwala 
o bedardi harjai bahut tadpate ho 
sapno me kyo aate ho 
gairon ke sang jane wale 
sapno me kyo aate ho 
chandni raate 
chandani raate door ho sajan  
aise bhi kya majbur ho sajan 
aise bhi kya majbur ho sajan 
main pyar ka hath badhati hun 
tum dil ka dard badhate ho 
sapno me kyo aate ho 
gairon ke sang jane wale 
sapno me kyo aate ho

Song details

Song video

Watch on YouTube