Roman script

sooraj tera, gardish mein hai dhalte huye keh gaya

phir laut ke, aaunga main nazdeek hi hai subah

gaaye ja, gaaye ja ghum mein hai sargam

gun-guna ye dhun, gaaye ja

gaaye ja, gaaye ja

raat ke dhaago se savera bun, gaaye ja

gaaye ja, gaaye ja ghum mein hai sargam

gun-guna ye dhun, gaaye ja

apna hi apna, kyun kehlaaya hai

kaise koi, tai karta hai kaun paraaya hai

ek wahi rishta, teri kamaai hai

dard ke pal mein, jisne tera saath nibhaaya hai

toota huya, toh kya, sitaara tu

kisi ka ban, sahara tu gaaye ja, gaaye ja

raat ke dhaago se savera bun, gaaye ja

gaaye ja, gaaye ja ghum mein hai sargam

gun-guna ye dhun, gaaye ja

ho..

aankhon mein rakhna, sapne tu kal ke

tujhko lekin, unn tak jaana hoga khud chal ke

maj-dhaaro se tu, haar nahi jaana

saahil tujhko, paana hoga lehron mein dhal ke

hai zindagi wahi, jo chalti hai

ye gir ke hi, sambhalti haiaa..aa..

Explore this song