Roman script

ga ae dil matwale jhum kar saaz utha le

gaaye ja, tu phir gaaye ja

raate badi anokhi, ye din bahut nirale

gaaye ja, tu phir gaaye ja

kyu chand chakor se dur 

ghata me phire akela

ye mast jawani, koi din ka mela

aa kisi se aankh mila le

jhum kar saaz utha le

gaaye ja, tu phir gaaye ja

ye mast hawaye kahti hai 

milne ki kahani

rut bit na jaye, raate hai jawani

ik duniya nayi basa le

jhum kar saaz utha le

gaaye ja, tu phir gaaye ja

mahak mahak kar 

kali kali ko phul pukare

mastana hawa me, haste hai sitare

ab dil ko kaun sambhale

jhum kar saaz utha le

gaaye ja, tu phir gaaye ja

Explore this song