Roman script

fursat mili hai aaj, aa baithe rubaru

khamosh rah kar sune ankho ki gufatgu

fursat mili hai aaj, aa baithe rubaru

khamosh rah kar sune ankho ki gufatgu

kal ye lamhe na mile, shayad mausam na khile

kal ye lamhe na mile, shayad mausam na khile

fursat mili hai aaj, aa baithe rubaru

khamosh rah kar sune ankho ki gufatgu

rate naraj hai, din khafa ho gaye

jaane kya thi waja ham juda ho gaye o o o

rate naraj hai, din khafa ho gaye

jaane kya thi waja ham juda ho gaye

jaane do shikwe gile, aake lag jao gale

kal ye lamhe na mile, shayad mausam na khile

fursat mili hai aaj, aa baithe rubaru

khamosh rah kar sune ankho ki gufatgu

dil me tanhayiya, ankho me barishe

milna hai phir tujhe, kahti hai khawahise ho ho o

dil me tanhayiya, ankho me barishe

milna hai phir tujhe, kahti hai khawahise

chubte hai ye fasle, aaja phir palko tale

kal ye lamhe na mile, shayad mausam na khile

fursat mili hai aaj, aa baithe rubaru

khamosh rah kar sune ankho ki gufatgu

fursat mili hai aaj, aa baithe rubaru

khamosh rah kar sune ankho ki gufatgu

Explore this song