Roman script

tum bhi ho wahi hum bhi hai wahi 

baat bhi ye kyu ab lagti hai nayi 

kya huaa galat aur kya sahi 

dono sath hai sach to hai yahi 

yaade bahut si reh gayi pichhe kahi 

ye pyar ab aage hume kahi khiche kahi 

ye dur tak baichen hai sab raste 

is haal pe tu muskura mere waste 

tum bhi ho wahi hum bhi hai wahi 

baat bhi ye kyu ab lagti hai nayi 

kya huaa galat aur kya sahi 

dono sath hai sach to hai yahi 

kab din dhale chahe jaha ab shaam ho 

parwah kya ab chahe jo anjaam ho 

ho aasma ho ya zami ho 

hum ne likha pyar ka har ghadi 

shishe ka hai har ek pal 

isme chhupa hai apna kal 

tute na ye sambhalo ise 

tum bhi ho wahi hum bhi hai wahi 

baat bhi ye kyu ab lagti hai nayi 

kya huaa galat aur kya sahi 

dono sath hai sach to hai yahi

Explore this song