Roman script

fariyad na karna 

fariyad na karna 

haye kahi fariyad na karna

fariyad na karna haye 

kahi fariyad na karna

dil tut bhi jaye to fariyad na karna

haye kahi fariyad na karna

jab baste hi duniya lut jaye

jab pritam tujhko thukraye

jab badle chaal zamane ki

jab badle chaal zamane ki

rakh lena laaj tarane ki

agar jaan bhi jaye to fariyad na karna

haye kahi fariyad na karna

fariyad na karna

haye kahi fariyad na karna

fariyad na karna

haye kahi fariyad na karna

yahi nadiya yahi kinara tha

yahi maine tujhko pukara tha

yahi dunia thi diwane ki

ye baat hai gujre zamane ki

ab yad bhi aaye to fariyad na karna

haye kahi fariyad na karna

Explore this song