Roman script

oh my baby, oh my honey

oh my baby, oh my honey, oh my baby, oh my honey

farishto ki paaki dua ki tarah hai

tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai

oh my baby, oh my honey

farishto ki paaki dua ki tarah hai

tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai

ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna

ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna

tu mehbub mera khuda ki tarah hai

tu mehbub mera khuda ki tarah hai

oh my baby, oh my honey, oh my baby, oh my honey

sanam afrin marhaba, sanam afrin marhaba

sanam afrin marhaba, sanam afrin marhaba

zindagi me tera aana rab ka nazrana

paayi maine tujhme panah karu mai tera shukrana

mere kadam jispe ruke tu hai wahi manzil

lamha lamha resha resha mujhme hai tu shamil

ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna

ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna

bina tere jina gunah ki tarah hai

bina tere jina gunah ki tarah hai

oh my baby, oh my honey

jhuthi muthi teri baate

mai na kabhi tere baato me yu aanewaali

ye jo teri dillagi hai

mai to nahi teri dillagi me behnewali

aashik mizaj tera janti hai, achi nahi ye teri aadat

ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna

ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna

ye teri mohabbat shishe ki tarah hai

tu mehbub mera khuda ki tarah hai

oh my baby, oh my honey

noor-e-khuda chehra tera, aankhe teri sharara

koi nahi tere jaisa tu husn-e-bahaara

khwab-o-tale aao mile, milke subah karle

palko tale ose rakh ke ruhe badal kar le

ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna

ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna

tu kasturi mehram fiza ki tarah hai

tu kasturi mehram fiza ki tarah hai

oh my baby, oh my honey, oh my baby, oh my honey

sanam afrin marhaba, sanam afrin marhaba

sanam afrin marhaba, sanam afrin marhaba

Explore this song