Roman script

yo.. yoban lugai ka bees ya tees,

aur bael chaley nou saal,

mard aur ghora,

are.. mard aur ghora kadey na ho burha

je milta rawe bako maal

ye jo chewing-gum chababe tu,

dil ka kingdom chalave tu,

ye jo goggle lagabe tu,

maine ghano lubhabe tu,

ki tere siva saare jag ki main..

ki tere siva saare jag ki main..

ki tere siva saare jag ki main van ban gayi

oye.. ki main to teri fann ban gayi haye

ki main to teri fann ban gayi.. oye

ki main to teri fann ban gayi.. shoniya

chore main to teri faaaaannnnnnnnn.... ban gayi re

kaise main bhaya taine,

itna bata de maine,

baawri raag se mujhko,

are mom ki baati aur dan ban gayi

ki main to teri fann ban gayi haye

ki main to teri fann ban gayi.. oye

ki main to teri fann ban gayi.. shoniya

chore main to teri faaaaannnnnnnnn.... ban gayi re

chalke chalke ras ka kuan,

jo bhi aawe pee jave,

koi jala hi daale re khado,

doobi hosh bhi lootiare,

roop tharo rang tharo saikda main aaye

ghas kha ke gire chore aang aang de

roop tharo rang tharo saikda main aaye

ghas kha ke gire chore aang aang de..

are.. desi daru champagne ban gayi

ki main to teri fann ban gayi haye

ki main to teri fann ban gayi.. oye

ki main to teri fann ban gayi.. shoniya

chore main to teri faaaaannnnnnnnn.........

hontho pe hariyali chaye,

haule se jo tu muskaye,

sone mein mil jaye suhaga,

shona yaar jo itraye,

asi gali ke ghagre mein ghume mann ka gher

zara palat ke dekh le tu hum bhi dil ke sher

asi gali ke ghagre mein ghume mann ka gher

zara palat ke dekh le tu hum bhi dil ke sher

ye to pal mein one two se ten ban gayi

ki main to teri fann ban gayi haye

ki main to teri fann ban gayi.. oye

ki main to teri fann ban gayi.. shoniya

ki main to teri fann ban gayi hoye

ki main to teri fann ban gayi.. haan

chore main to teri faaa.....aannnnnnnnn......... ban gayi

Explore this song