Roman script

kan pakad chal dubki mar kan pakad chal dubki mar

ek do ha teen char chal kan pakad are dubki mar

fir na kabhi tu kisi se sararat karega

bol karega ha karunga

fir na kabhi tu kisi se sararat karega

bol karega ha karunga 

ek do ha teen char chal kan pakad are dubki mar

dil tera diwana tere geet gayega

gali gali me dekhle na shor mach jayega

apne man ka bhed tu khol hi na payega

tu kya kisi se bolega kuch bol hi na payega

dil tera diwana tere geet gayega

gali gali me dekhle na shor mach jayega

apne man ka bhed tu khol hi na payega

tu kya kisi se bolega kuch bol hi na payega

muh par laga dungi tala muh par laga dungi tala

fir na kabhi tu kisi se sararat karega

bol karega ha karunga 

ek do ha teen char chal kan pakad are dubki mar

apna dil khush karle lekin rakhna yad tu

ek din mere pyar me tadpegi hoke barbad tu

mera nam na lega aj ke din ke bad tu

aisa sabak sikhaungi tujhko rakheg yad tu

apna dil khush karle lekin rakhna yad tu

ek din mere pyar me tadpegi hoke barbad tu

mera nam na lega aj ke din ke bad tu

aisa sabak sikhaungi tujhko rakheg yad tu

fir na banega tu majnu fir na banega tu majnu

fir na kabhi kisi se mohabbat karega

fir na kabhi kisi se mohabbat karega

jo bhi ho laila majnu se mohabbat karega

jo bhi ho laila majnu se mohabbat karega

kya karega wohi karunga

kya karega pyar pyar pyar pyar pyar pyar

Explore this song