Roman script

ek zarre ka sitare se milan

ye hakikat hai bura lagta hai 

lagta hai

ye hakikat hai bura lagta hai 

tum sitara ho

tum sitara ho sitaro me raho 

zarra zarro me bhala lagta hai 

lagta hai

zarra zarro me bhala lagta hai

pyar ka rog koi kya pa le

pyar karte hai barabar wale

unch aur nich ki

unch aur nich ki is duniya me 

sans lena bhi saza lagta hai 

lagta hai 

sans lena bhi saza lagta hai 

ek zarre ka sitare se milan

ye hakikat hai bura lagta hai 

lagta hai

ye hakikat hai bura lagta hai

yu na ghut ghut ke sada do mujhko

waqt hai ab bhi bhula do mujhko 

humko milke bhi

humko milke bhi zuda rahna hai 

ye mukaddar ka likha lagta hai 

lagta hai 

ye mukaddar ka likha lagta hai 

ek zarre ka sitare se milan

ye hakikat hai bura lagta hai 

lagta hai

ye hakikat hai bura lagta hai

tum sitara ho

tum sitara ho sitaro me raho 

zarra zarro me bhala lagta hai 

lagta hai

zarra zarro me bhala lagta hai

Explore this song