Roman script

ek wo bhi hai jinko murade mili

ek mai hu ke kismat ne luta mujhe

ek wo bhi hai jinko murade mili

ek mai hu ke kismat ne luta mujhe

karwa hai jaha aur na manzil koi

aisi raho pe ab aake choda mujhe

ek mai hu ke kismat ne luta mujhe

meri barbadi e dil ki tujhko kasam

aye jamane batade tu ye kam se kam

maut ki aarzu ka sahara liye

kitne din aur jina padega mujhe

ek mai hu ke kismat ne luta mujhe

ek wo bhi hai jinko murade mili

ek mai hu ke kismat ne luta mujhe

mai wo moti hu jiski ke kimat nahi

koi pathar ko chun le ye kismat nahi

jhuthi ummid rakhne se kya fayda

ab na bhatka farebe tamanna mujhe

ek mai hu ke kismat ne luta mujhe

ek wo bhi hai jinko murade mili

ek mai hu ke kismat ne luta mujhe

karwa hai jaha aur na manzil koi

aisi raho pe ab aake choda mujhe

ek mai hu ke kismat ne luta mujhe

Explore this song