Roman script

ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai

ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai

chehre pe zakhm to the kitne

uspe aaina tuta hua hai

tuta hua hai tuta hua hai tuta hua hai

ek to tera ye husn, uspe zamana kharab

haye re tera ye husn, uspe zamana kharab

nasha hi nahi tera sath bhi, tera sath bhi chhuta hua hai

chhuta hua hai chhuta hua hai chhuta hua hai

dil uth gaya ab to teri mohabbat se

dil uth gaya ab to teri mohabbat se

phir bhi dua me ye hath ye hath

utha hua hai utha hua hai 

utha hua hai utha hua hai 

ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai

ek to sharab kam, aur paimana tuta hua hai

chehre pe zakhm to the kitne

uspe aaina tuta hua hai

tuta hua hai tuta hua hai tuta hua hai

Explore this song