Roman script

ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna

raat ki jayi shaam ki behna

roz wo pariyon jaisi nindiya aati thi

dono judva naino ko bahlati thi 

aankhon pe rakh deti thi mithe sapne  

sapno wali nindiya maa kehlati thi

oas ki bundon me jo barsa karti thi 

wo nindiya ab do naino se ruth gayi  

chhut gaye wo reshami jhule sapno ke

chand ne kaisi lori ki dhun toot gayi 

ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna 

raat ki jayi shaam ki behna

nindiya ki mamta ko bant ke do naina

aadhi aadhi sanse lekar jite hai 

bari bari dekhte hai toote sapne 

bari bari aankh se aansu pite hai 

ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna

ek thi nindiya do the naina raat ki jayi shaam ki behna 

raat ki jayi shaam ki behna 

raat ki jayi shaam ki behna

Explore this song