Roman script

ek taraf hai Jag Ka bandhan

ek taraf hai pyar 

in dono ke beech main jal raha sansar 

koi bata do re 

koi bata do re ab main kya karu 

mujhko wo din hai yaad 

jab mere friend huye the char 

panko ne than kiya khushi ki sabnam se sringaar 

magar wo din bhi beet gaye 

magar wo din bhi beet gaye bichd gaye din saal 

meri aankho ki piya doob gai hai mazdhar

koi bata do re 

koi bata do re ab main kya karu 

kaun karega apne hatho se apne chita tayar

kaun japega meri tarhe se phirhun jale angar 

mere liye zindagi bani hai ab talwar ki dhaar

main to chahun piya ko pukaru phir bhi saku na pukar

koi bata do re 

koi bata do re ab main kya karu

Explore this song