Roman script

ek sahri chora tir kaleje par mar gaya re

gori gori chori ne bigad gayo re

ek sahri chora tir kaleje par mar gaya re

gori gori chori ne bigad gayo re

ek pagla panchhi buri najariya daal gayo re

tikha tikha kajra bigad gayo re

ek pagla panchhi buri najariya daal gayo re

tikha tikha kajra bigad gayo re

leke khusbu mere tan ki mahki hawaye sare chaman ki

khilke kaliya meri ada ke chalti hirni sathi banke

ek baba hansa chad ke par gayo re

gori gori chori ne bigad gayo re

ek pagla panchhi buri najariya daal gayo re

tikha tikha kajara bigad gayo re ek pagla panchhi

uthti nigahe log bharte hai aahe itne tadpate hai tham le bahe

aage piche kitne diwane rokte kitne meri nigahe

ek chail chabila dore dal gayo re

gori gori chori ne bigad gayo re

ek pagla panchhi buri najariya daal gayo re

tikha tikha kajara bigad gayo re ek pagla panchhi

nadiya ka pani jaisi meri jawani jharno ki lahro me meri rawani

badal me bijli jaise shamayi aisi hai meri prem kahani

ek julmi daku nath pe daka dal gayo re

gori gori chori ne bigad gayo re na na na na na na na

ek pagla panchhi buri najariya daal gayo re

tikha tikha kajara bigad gayo re

ek pagla panchhi buri najariya daal gayo re

tikha tikha kajara bigad gayo re ek pagla panchhi

Explore this song