Roman script

ek roopvati sati ban me khadi

sarso se saji gajro se jadi

kali jispe padi kaliyo ki ladi

jise chede latao ki chal chadi

tikhe nain uske chitwan thi khadi

tikhe nain uske chitwan thi khadi

jis or padi jhakjhor padi

ek roopvati sati ban me khadi

sarso se saji gajro se jadi

lagi ankhiyan se aasuwan ki jhadi

lagi ankhiyan se aasuwan ki jhadi

tapowan meshakunta pukare khadi

tapowan meshakunta pukare khadi

dushant piya dushant piya

mujh birhan ka kya ant piya

mujh birhan ka kya ant piya

dhushan piya dushant piya

lagi ankhiyan se aaswan ki jhadi

tapowan meshakunta pukare khadi

Explore this song