Roman script

ek rup kai naam man mandir tera dham

ek rup kai naam man mandir tera dham

jivan dena jivan lena ye hi hai tera kam

ek rup kai naam man mandir tera dham

gita ho baibal ho gurugranth ya ho kuran

bole sabhi me tu chahe alag ho juban

gita ho baibal ho gurugranth ya ho kuran

bole sabhi ne tu chahe alag ho juban

desh alag ho dharam alag ho ek rahi par ram

ek rup kai naam man mandir tera dham

kala ho gora ho muflish ho ya ho amir

insa to insa hai raja ho ya ho fakir

arey kala ho gora ho muflish ho ya ho amir

insa to insa hai raja ho ya ho fakir

teri nazar me sab hai brabar 

sabka sahara tera naam

ek rup kai naam man mandir tera dham

mati ke putle hai mati me mil jayege

jo karam yogi hai karmo se yaad aayege

arey mati ke putle hai mati me mil jayege

jo karam yogi hai karmo se yaad aayege

markar bhi wo jinda hai jo kar jaye kuch kam

ek rup kai naam man mandir tera dham

Explore this song