Roman script
ek pyar ka naghma hai maojo ki jawani hai zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai ek pyar ka naghma hai maojo ki jawani hai zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai kuch pakar khona hai kuch khokar pana hai jeevan ka matlb to aana or jaana hai do pal ke jeevan se ek umr churani hai zindagi or kuch bhi nahi teri meri kahani hai ek pyar ka naghma hai maojo ki jawani hai zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
Explore this song
- Singer: Jagjit Singh
- Film / album: Close To My Heart (Album) (2003)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Santosh Anand