Roman script

heyy, ek phool sa chehra hai

ek phool sa chehra hai

jiski aankho ka rang gahra hai

jiski aankho ka rang gahra hai

ek phool sa chehra hai

jiski aankho ka rang gahra hai

jiski aankho ka rang gahra hai

honth hai gulabi  julfo ka rang sunhara hai

jiski aankho ka rang gahra hai

jiski aankho ka rang gahra hai

ek phool sa chehra hai

mujh pe vo haseena marti hai yaro

lekin kahne se darti hai yaaro

chori se chup ke uska sharmana 

jine na dega uska muskaana 

ek phool sa chehra hai

ek phool sa chehra hai

jiski aankho ka rang gahra hai

jiski aankho ka rang gahra hai

honth hai gulabi  julfo ka rang sunhara hai

jiski aankhon ka rang gahra hai

jiski aankhon ka rang gahra hai

ek phool sa chehra hai

mai uska diwana vo meri diwani

main uska nishana vo meri nishani

main uska phasana vo meri kahani

vo hash ke kahe to de du zindgani

ek phool sa chehra hai

ek phool sa chehra hai

jiski aankho ka rang gahra hai

jiski aankho ka rang gahra hai

honth hai gulabi  julfo ka rang sunhara hai

jiski aankho ka rang gahra hai

jiski aankho ka rang gahra hai

Explore this song