Roman script

ek pal ghamo ka dariya ek pal kushi ka dariya 

rukhta nahi kahi bhi yeh zindagi ka dariya

aakhe thi woh kisi ki yah khawab ke zanjire

awaj thi kisi ki yah ragini ka dariya

is dil ki wadiyo me ab khak ud rahi hai 

bheta yahi tha phele ek ashiki ka dariya

kirno me hai veh lehre yah lehro me hai kirne 

dariya ke chadni hai yah chandni ka dariya

Explore this song